Nur r hi: Arabi kofte Prep time min Nur r hi: cooking time 40 min, serves 4-6 Nur r hi: Sauce- onion chopped, garlic sliced, tomato paste, parprika, small can of chick peas, 3tbsp oil, salt, black pepper, hand full of water, almonds sliced Nur r

Yüklə 217,78 Kb.
tarix06.02.2018
ölçüsü217,78 Kb.
#26136

Nur_R_HI: Arabi kofte - Prep time 15 min

Nur_R_HI: cooking time - 40 min, serves 4-6

Nur_R_HI: Sauce- onion chopped, garlic - sliced, tomato paste, parprika, small can of chick peas, 3tbsp oil, salt, black pepper, hand full of water, almonds sliced

Nur_R_HI: Meat balls- 1/2 pound? beef, 1 egg, 1/2 cup bread crumbs, 1tbsp cumin, garlic, salt, black pepper, water half bowl

Nur_R_HI: yes 500gm=1/2 kilo

Nur_R_HI: Arabi kofte

only sharing theme ayah of para 6

Nur_R_HI: PARA - 6

Nur_R_HI: THEME AYAHS

Nur_R_HI: AL- MAIDAH AYA 2

Nur_R_HI: DONT MAKE FUN OF ALLAH'S RITUALS

Nur_R_HI: MAZAK NA UDHAYE KISI ISLAMI RITUAL KA, MAANNE KI TAUFEEQ MAANGE

Nur_R_HI: AL-MAAIDAH - 17

Nur_R_HI: Isa as aur unki walida ka tazkera

Nur_R_HI: maa aur ummat ek hi lafz se nikel

Nur_R_HI: jaisi maa, wasia beta

Nur_R_HI: AL-MAAIDAH -48

Nur_R_HI: Haq ki pairwi karo, logon ki khaishon ki nahi karo

Nur_R_HI: AL-MAAIDAH - 66

Nur_R_HI: aajke ummate muslima ko hope dilati ye ayah

Nur_R_HI: ummate muslima ke saare masael ka hal is ek ayah me - Allah ke deen ko nafis kardo

Nur_R_HI: 40 saal ki barish se jitni khair aati, usse badhke khair Allah k deen ko nafis karne se aati

Nur_R_HI: ~~ DAWRA E QURAN SURAH AN-NISA - AYAH 97 ONWARDS ~~

Nur_R_HI: 97- zulm inka - Fitnon k daur me fitno me pade rahe

Nur_R_HI: 100- Saari zameen Allah ki hai. poori zameen ka haq k Allah k naam ka jhanda rahe

Nur_R_HI: Asoolan aur aqlan poori dunya me Lailaah IlAllah ki pukar honi chahiye

Nur_R_HI: choonke dunya Allah ne banai, ye Allah ka haq hai k Uska kanoon chale

Nur_R_HI: ayah 100

Nur_R_HI: Islam ka lifestyle clear hai. no ifs & buts

TalatN: nv

Nur_R_HI: ummate wasta jis mulk me rahe, shaoor se rahe

Nur_R_HI: pehle sirf arab k aate the muslim hone, phir ajam se bhi aane lage

Nur_R_HI: deen e Islam simple aur logical hai

Nur_R_HI: har ki accept karsakta islam

Nur_R_HI: ye to humne iski tarteeb kharab kardi

Nur_R_HI: nv dear ustazaji

Nur_R_HI: aaj mujhe yaqeen aajaega k Allah ne itna pyara deen diya, deen e haq hai to baat banegi

Nur_R_HI: ek muslim ke deen ki committment ne ek non muslim ko islam ki taraf maael kiya

Nur_R_HI: Surah an-Nisa ayah 100

Nur_R_HI: aaj dunya me jo 100+ muslim countries hai wo bhi 100% islamic countries nahi balke sirf islam friendly hai

Nur_R_HI: jitne log deen me aaj naye aarahe hai, humara farz hai k hum unhe deen de.. good examples bane

Nur_R_HI: jitne hum ba-amal honge - utna jaldi islam aaega ur hamari izzat bhi banegi

Nur_R_HI: muslim ko MUSLIM banna hai

Nur_R_HI: aya 102

Nur_R_HI: qasar namaz

Nur_R_HI: islam me safar ba-maqsad hote

Nur_R_HI: *ayah 101

Nur_R_HI: qasar namaz

Nur_R_HI: islam me safar ba-maqsad hote

Nur_R_HI: safar me namza chodni nahi, balke kam karlo

Nur_R_HI: ye Allah ka tohfa hai

Nur_R_HI: Ayah -102

Nur_R_HI: Jang me bhi namaz nahi chodte muslim, Allah k haq ko nai bhoolte

Nur_R_HI: Jang me bhi Nabi SAWS jamat ki namaz ki pabandi karrahe hai. aaj hum kya kr rahe hai?

Nur_R_HI: Kya meri asar bazaar, malls me to nahi chale jati?

Nur_R_HI: asr ki namaz - muslim ko jaan, maal se mehboob

Nur_R_HI: 102- Salatul Khauf

Nur_R_HI: Ayah 103

Nur_R_HI: jitna hum Allah aur rasool saws ki baat karenge, utna kuffar pe hamara khauf, raub taari hoga

Nur_R_HI: Namaz se farigh hue baad Allah ka zikr karo

Nur_R_HI: Ek dafa ek chooti hui sunnat pe amal karne se sahaba ka khauf taari hua dushman pe aur wo chodke chale gaye

Nur_R_HI: namaz k baad energy milti - istemal kare nekiyon me- energy kam hoti - phir doosri namaz se energy phir milti fuel ki trha

Nur_R_HI: agar nekiyan nai karne ka man karra to ye ke namaz ki energy se aapne nekiyan nai kiye toh isliye aapki energy tank khali hui hi nahi

Nur_R_HI: neki karne se itmenan milta

Nur_R_HI: gunah se guilt hota

Nur_R_HI: jab kabhi gunah ka dil chaha to sonche ke chand second k baad kya hoga? wo lutf to khatm hojaega gunah ka

Nur_R_HI: madina me ek muslim ne chori ki, aur chori ki hui zirha yahoodi k ghar me rakhwaya.. jab muqaddama chala to chori karne wale ki family ne iska hi sath diya ye jante hue k wo haq pe nahi

Nur_R_HI: chahe muslim ghalat aur kafir haq pe kyun na ho - insaf kiya jaega

Nur_R_HI: chahe muslim ghalat aur kafir haq pe ho - insaf kiya jaega. faisla facts pe karni chahiye

Nur_R_HI: ghalat cheez pe side nahi leni kisi ki. chahe wo apni family ya biradiri ka band ahi kyun na ho

Nur_R_HI: 113- Nabi Saws insan the

Nur_R_HI: haq wale ko haq dere to lawyer ek respectable job hai. lekin ghalat cheez pe himayat na kre, na-insafi na kare

Nur_R_HI: 115 - نُوَلِّهِۦ مَا تَوَلَّىٰ HIGHLIGHT

Nur_R_HI: nekiyon aur badiyon ko choose karna hamara kaam hai, phir Allah karwate hai kaam

Nur_R_HI: 114- logon ki sargoshiyon me koi bhalai nahi

Nur_R_HI: Ayah -116 - Misinterpreted Ayah إِنَّ ٱللَّهَ لَا يَغۡفِرُ أَن يُشۡرَكَ بِهِۦ وَيَغۡفِرُ مَا دُونَ ذَٲلِكَ لِمَن يَشَآءُ‌ۚ وَمَن يُشۡرِكۡ بِٱللَّهِ فَقَدۡ ضَلَّ ضَلَـٰلاَۢ بَعِيدًا

Nur_R_HI: Jisko Allah ki marifat mili, kya wo Allah ki nafarmani karsakta?

Nur_R_HI: 116- لِمَن يَشَآءُ‌ۚ jiske liye chahega Allah usko maaf karega

Nur_R_HI: gunahon pe dheet hona - Allah ka khauf na hone ki alamat

Nur_R_HI: Shaitan ka sabse bada dhoka = gunahon k sath jannat ki umeed

Nur_R_HI: 117- Shaitan ka sabse bada dhoka = gunahon k sath jannat ki umeed

Nur_R_HI: pehle dhoka deta gunah karo, Allah Ghafoor-ur-Raheem hai

Nur_R_HI: phir gunah k baad guilt aaye, to mafi se mayoos kardeta

Nur_R_HI: aur kehta aur karo

Nur_R_HI: fitrat me neki hoti hai

Nur_R_HI: fitrat me neki karna hota*

Nur_R_HI: Allah ne apni rehmat se doori ki baat kehdi un aurton k liye jo eyebrow plucking karate

Nur_R_HI: plucking karne se chehre pe bhola pan nai rehta, umar se badi dikhti bacchi

Nur_R_HI: lekin hum to Allah ka hukm maanne isey chodenge

Nur_R_HI: hume is dunya ko khubsurat banane bheja Allah ne is dunya me

Nur_R_HI: above ayahs 117-120

Nur_R_HI: now aya 121- 122

Nur_R_HI: shaitan k waade sacche ya Allah k waade sacche?? sonche

Nur_R_HI: 120- shaitan jo umeedein, aarzooein dilata wo sirf dhoka hai

Nur_R_HI: shaitan k promises sirf dhoka hai

Nur_R_HI: 122- Eeman + amal salih =jannat me hamesha

Nur_R_HI: وَمَنۡ أَصۡدَقُ مِنَ ٱللَّهِ قِيلاً۬

Nur_R_HI: 123- 125

Nur_R_HI: Ibrahim as ka tareeqa - submission ka tha. unhone nai poocha k farz, sunnat hai kya?

Nur_R_HI: AYA 127

Nur_R_HI: aurton ke masail ki baatein

Nur_R_HI: mashre ka sabse daba hua tabqa - yateem

Nur_R_HI: jitne khubsurat ehkam Quran o sunnat batasakte, utna koi nahi batasakta

Nur_R_HI: Ayah - 128

Nur_R_HI: apni fitrat k etebaar se aurat talaq nahi chahti

Nur_R_HI: shoher biwi behtar hai k sulah karle

Nur_R_HI: physically kuch measures le ghar bachane

Nur_R_HI: 5 waqt ki namaz ke aadi kare

Nur_R_HI: ghar todne se pehle poori koshish kare k islah kare

Nur_R_HI: fitrat ka khamosh ishara - ek baccha hojae to, usi ghar me raho. gahr banaye rakho

Nur_R_HI: ghar*

Nur_R_HI: Ayah 129

Nur_R_HI: وَلِلَّهِ مَا فِى ٱلسَّمَـٰوَٲتِ وَمَا فِى ٱلۡأَرۡضِ‌ۚ وَكَفَىٰ بِٱللَّهِ وَكِيلاً (١٣٢ Ghaur kare 132 ayah pe

Nur_R_HI: Dil pe lene se tabdeeli aati hamare nadar

Nur_R_HI: Itne BADE RABB ka hai jo kuch asmanon aur zameen me hai!

Nur_R_HI: dil ka ilaaj - Allah k zikr me hai

Nur_R_HI: Alaa bizikrIllahi tat-mainnal quloob

Nur_R_HI: nekiyon ka safar akele nai.. sath shur kare family ke

Nur_R_HI: aurat - steering wheel hai

Nur_R_HI: pyar se ro dho ke shoher, bachon.. sab ko leke chale Allah k raste me

Nur_R_HI: ZINDAGI KO QEEMTI SAMJHE!

Nur_R_HI: bachon, shohron, ghar k buzurgon ko sunaye Quran ki tafseer daura e QURAN

Nur_R_HI: Ayah -133

Nur_R_HI: Allah ki taqat hai k mujhe hatakar kisi aur ko le aaye

Nur_R_HI: mai aur aap - Allah ki majburi nahi

Nur_R_HI: neki na karne ka dil kare to soche - Allah ka kya bigdega

Nur_R_HI: Allah ko khule dil se nekiyan pasand

Nur_R_HI: 134- Jisko chahiye dunya hi, to jaan le k Allah ke paas hai dunya aur akhirat ka sawab

Nur_R_HI: shaitan ka ek aur dhoka - tum aur jeeoge, lambi umr hai

Nur_R_HI: 135- Haq wale ka sath dena

Nur_R_HI: kisi ki taraf incline nai hona kyunke wo apna hai

Nur_R_HI: 135 - فَلَا تَتَّبِعُواْ ٱلۡهَوَىٰٓ أَن تَعۡدِلُواْ‌ۚ sabse bada butt jo gunah karat

Nur_R_HI: HIGHLIGHT

Nur_R_HI: Jo mai karti hun, Allah ko uski khabar hai aur Allah mujhe uska badla dega

Nur_R_HI: 136- Iman laane wale ko iman laane ki dawat di gai

Nur_R_HI: lafzi iman laa chuke, ab shaoori lao

Nur_R_HI: jism ne emaan laya, ab amal karo

Nur_R_HI: khandan biradari ka emaan chodke shaoori imaan laaye - ye hai emaan e matloob

Nur_R_HI: 137 - إِنَّ ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ ثُمَّ كَفَرُواْ ثُمَّ ءَامَنُواْ ثُمَّ كَفَرُواْ ثُمَّ ٱزۡدَادُواْ كُفۡرً۬ا لَّمۡ يَكُنِ ٱللَّهُ لِيَغۡفِرَ لَهُمۡ وَلَا لِيَہۡدِيَہُمۡ سَبِيلاَۢ HIGHLIGHT

Nur_R_HI: jab koi momin eeman pe aaye, phir kufriya kaam kare. ek acha ek bura kaam kare to fuse hojata emaan ka bulb

Nur_R_HI: kufr aur emaan ki aankh macholi

Nur_R_HI: iman aur kufr opposite hai. kufr toh denial - inkar hai

Nur_R_HI: jaante boojhte planned qism k gunah momin nai karsakta

Nur_R_HI: jahalat me, na jaante hue gunah hogae to mafi mangne se Allah maaf kardete

Nur_R_HI: 138 - Munfiqon ko dardnaak Azab ki khushkhabri

Nur_R_HI: prestige matter banake gunah krte log

Nur_R_HI: 139 - izzat k liye gunah, Allah ki nafarmani karte?? jaan le Allah k paas hai saari ki saari izzat

Nur_R_HI: 140- Aisi jagahon pe jaana jahan Allah ki ayaton ka inkar horaha to us mehfil ko chode

Nur_R_HI: mehfil ko chodna logon ko nai

Nur_R_HI: 140- Aisi jagahon pe na jaana jahan Allah ki ayaton ka inkar horaha aur mazaq udhaya jaara.. us mehfil ko chode

Nur_R_HI: 142- Jitna fun, glamorous cheezein badhti to namaz ka lutf ? nai milta

Nur_R_HI: namaz ka sukoon nai milta

Nur_R_HI: 143 - ek pair ek kashti aur doosra doosri kashti me dalke nahi chal sakte

Nur_R_HI: munafiqat ka agahz - KUFR se dosti

Nur_R_HI: kafir se dosti kare, par unke ghalat tareeqe se na kare - kufr

Nur_R_HI: kafir se dosti kare, par unke ghalat tareeqe [kufr] se na kare

Nur_R_HI: 145 - Munafiq deep down honge jahannum me

Nur_R_HI: Allah ko sabse zyada ghussa munafiq pe aata

Nur_R_HI: MUNAFIQ - NAFAQ se hai.. NAFAQ = tunnel ek tarfa jate to doosri taraf se nikalte

Nur_R_HI: Islam ki taraf se ghuskar kufr ke raste se nikalta munafiq

Nur_R_HI: chupane k liye hota tunne;

Nur_R_HI: 146 - Magar jisne Tauba ki, Islah kiya , Allah ko thaam liya aur khaalis karliya deen ko Allah k liye = aise log mominon k sath hai

Nur_R_HI: 4AYATE TADABBUR - 147 مَّا يَفۡعَلُ ٱللَّهُ بِعَذَابِڪُمۡ إِن شَكَرۡتُمۡ وَءَامَنتُمۡ‌ۚ وَكَانَ ٱللَّهُ شَاڪِرًا عَلِيمً۬ا (١٤٧)

Nur_R_HI: Wo Zaat Allah apne bande ko 70 maaon se bhi zyada pyar karta hai

NQ_Coordinator_RK: Lecture==Imaan kae darjae/ nifaaq kae darjae

Nazimah20_MU: Ayah 142 onwards

Nur_R_HI: Karne ke 2 kaam - 1. Shukr karna 2. Imaan lana => Allah qadrdaan hai

Nur_R_HI: Allah qadrdaan hai aur Jaanne wala hai

Nur_R_HI: **~~~~ **END OF PARA - 5**~~~~**

Nur_R_HI: koi gunah karta insan to Allah ki chahat se nai karta. Allah nahi chahta k gunah kare insan

Nur_R_HI: ~~ *** PARA - 6 ***~~

Nur_R_HI: Zuban k jihad se aaghaz

Nur_R_HI: zuban ki kainchi se nekiyon ki fasl na kaato

Nur_R_HI: 1st 2 points of para 6 pls

Nur_R_HI: Momin har waqt ibadat me hota, iski khamoshi aur qaul bhi

Nur_R_HI: Zuban ki hifazat

Nur_R_HI: Ayah 148 - 149

Nazimah16_HT: shariyat vs jahiliyat

Nazimah16_HT: 1st point*

Nur_R_HI: 148- Allah mujhse pyar nahi karega? ye baat sonchke imaan wala laraz jaata

Nur_R_HI: Jab koi tumhe sataye, zulm kare to kya karo ? - is ayah se samjhe

Nur_R_HI: koi bhi negative jumla aapke liye bole, aapko fundo, apka naam bigad ke kahe toh aap kahe mai to ye hoon hi nahi. mai to muslim hoon

Nur_R_HI: Pehle toh khud ehtesabi kare - agar mere andar koi burai hai, toh islah karle

Nur_R_HI: agar wo nai hai mere me to dua kare aur ache banke dikhaye

Nur_R_HI: apni burai se kon chidta? jiske andar ehsas e kamtari hai

Nur_R_HI: jo self pity ka shikar hai - wo ehsas e kamtari ka shikar hai

Nur_R_HI: logon ki baaton ko ek kaam se sunke doosre se nikale aur khud ache ban jaye

Nur_R_HI: logon ki baaton ko ek kaan* se sunke doosre se nikale aur khud ache ban jaye

Nur_R_HI: Wahdat e adhyan ka concept nikale baaz log logon ko khush karne

Nur_R_HI: Rasool ko jab zindgi se nikalte toh Faraq mitjata saare mazhab ka

Nur_R_HI: RASOOL hai jo rehnumai karta

Nur_R_HI: kufr aur emaan k beech ki raah = munafiq

Nur_R_HI: islam se se kuch purze nikalke kufr k naa add kare

Nur_R_HI: Rasool sirf ye nai batata k neki karni hai, par neki kya hai batata

Nur_R_HI: good deed & rightoues deed alag hai

Nur_R_HI: har good deed righteous deed nahi

Nur_R_HI: good deed- rightoeus deed banti jabke uspe rasool ki mohr lagti

Nur_R_HI: above 150-152 ayahs

Nur_R_HI: 153 - Suarh Al-Baqarah me padhi huui baato n ka recap

Nur_R_HI: baaton*

Nur_R_HI: joonhi musa as ki qaum ne kaha k torat pe amal na mumkin hai, to Allah ne toor ko unpar khada kardiya

Nur_R_HI: 154- joonhi musa as ki qaum ne kaha k torat pe amal na mumkin hai, to Allah ne toor ko unpar khada kardiya

Nur_R_HI: aaj ummate muslima bhi ye ghalat sonch me padhi hai k deen pe amal mushkil

Nur_R_HI: 155- قُلُوبُنَا غُلۡفُۢ‌ۚ HIGHLIGHT

Nur_R_HI: Allah ki taraf se mohr = neki karna mushkil lagta/ Allah k deen ko seekhna mushkil lagta

Nur_R_HI: gunah karne asan lage aur nekiyan mushkil lage to check up karaye apne dil ka.. kahin dilmarne wala to nahi?

Nur_R_HI: 157 - وَقَوۡلِهِمۡ إِنَّا قَتَلۡنَا ٱلۡمَسِيحَ عِيسَى ٱبۡنَ مَرۡيَمَ رَسُولَ ٱللَّهِ وَمَا قَتَلُوهُ وَمَا صَلَبُوهُ وَلَـٰكِن شُبِّهَ لَهُمۡ‌ۚ وَإِنَّ ٱلَّذِينَ ٱخۡتَلَفُواْ فِيهِ لَفِى شَكٍّ۬ مِّنۡهُ‌ۚ مَا لَهُم بِهِۦ مِنۡ عِلۡمٍ إِلَّا ٱتِّبَاعَ ٱلظَّنِّ‌ۚ وَمَا قَتَلُوهُ يَقِينَۢا HIGHLIGHT

Nur_R_HI: 158 - sood ka kaam karte the log, to jab Isa AS ne aake inko toka to ispe inke mazhabi scholars ne Isa AS ko marwana chaha

Nur_R_HI: Allah ne ooper uthaliya Isa AS ko

Nur_R_HI: 158 - Hargis unhone Isa AS ko qatl nahi kiya

Nur_R_HI: yahood kehta k Isa AS ko qatl kardiya

Nur_R_HI: nasara k baaz kehte k qatl hue par good friday k din zinda hue

Nur_R_HI: muslims ka aqeeda - Isa ASS qatl nahi hue

Nur_R_HI: qayamat se pehle aayenge aur shadi hogi.. phir tabai maut aaegi aur Nabi SAWS ke pehlu me dafan honge

Nur_R_HI: 159 - Allah ne apni taraf uthaliya isa AS ko

Nur_R_HI: 158* - Allah ne apni taraf uthaliya isa AS ko

Nazimah16_HT: وَأَخْذِهِمُ ٱلرِّ‌بَو‌ٰا۟ وَقَدْ نُهُوا۟ عَنْهُ

Nur_R_HI: 161 - HIGHLIGHT وَأَخۡذِهِمُ ٱلرِّبَوٰاْ وَقَدۡ نُہُواْ عَنۡهُ

Nur_R_HI: aaj muslim pe jaise sood haram, wo bani israel pe bhi haram tha

Nur_R_HI: aaj dunya me economical terrorism hai

Nur_R_HI: poora jaal phaila hua hai dunya me

Nur_R_HI: ye saza hai Allah ki

Nur_R_HI: pehle daur me sone, chandi ke sikke the sari dunya me ek hi currency thi. economic balance tha

Nur_R_HI: Ummate muslima ko ummate wast banna hai to aaj economics ke kaamon ko apne haathon me lele

Nur_R_HI: economy*

Nur_R_HI: aaj sood me jakde hue hai

Nur_R_HI: is poori dunya ka naseeb - ummate muslima ne badalna hai

Nur_R_HI: shariyat jisne samajhni hai - surah Al-Maaidah padhe

Nur_R_HI: 162- Ummate muslima apne saare resources Ilm pe lagade

Nur_R_HI: hum kaam karenge, log duaein denge

Nur_R_HI: ayah?

Nur_R_HI: Aayh 162-163

Nur_R_HI: baghawat ko chodke submission pe aajaye

Nur_R_HI: Ayah -170

Nur_R_HI: Ghaloov - ksi k muqam ko badhana ya ghatana

Nur_R_HI: Ayah -171

Nur_R_HI: 172- Aar - wo kaam karna jisse sharam aaye

Nur_R_HI: example - sab baithe hai to mujhe namaz padhne sharam aati

Nur_R_HI: 173- Allah ke bande banke raho har jagah

Nur_R_HI: badi se badi rukawat - log kya kahenge

Nur_R_HI: 174- Quran ka norr

Nur_R_HI: noor

Nur_R_HI: Quran ka noor aaye to andhere door hojate

Nur_R_HI: Quran aur Islam k baghair zindgi andheri hoti

Nur_R_HI: Jo sona chahte, unhe roshni achi nai lagti

Nur_R_HI: Quran ki roshni me aana - khushkhabri hai

Nur_R_HI: ek ek chiragh jalaye hum me se har ek

Nur_R_HI: ek ek dost ko jode Quran se har din

Nur_R_HI: jaake unki madad karde takey wo asani se sun paye Quran ki tafseer

Nur_R_HI: Kitab band hai isliye aaj ummate muslima ka haal bura hai aaj

Nur_R_HI: 175- Kya mai inlogon me hoon jo allah ki baat maanlenge? sonche

Nur_R_HI: Jab saari dostein, shoher kuch kehre aur Quran kuch aur kehra to Allah ki panah me aajaye

Nur_R_HI: 175- HIGHLIGHT فَأَمَّا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ بِٱللَّهِ وَٱعۡتَصَمُواْ بِهِۦ فَسَيُدۡخِلُهُمۡ فِى رَحۡمَةٍ۬ مِّنۡهُ وَفَضۡلٍ۬ وَيَہۡدِيہِمۡ إِلَيۡهِ صِرَٲطً۬ا مُّسۡتَقِيمً۬ا

Nur_R_HI: 176- kalala ki baat

Nur_R_HI: 176 - HIGHLIGHT يُبَيِّنُ ٱللَّهُ لَڪُمۡ أَن تَضِلُّواْ‌ۗ

Nur_R_HI: Bhatakne se bachne ka rasta Allah ne khol diya Surah Maaidah ab pesh karke

Nur_R_HI: SUARH AL- MAAIDAH

Nur_R_HI: suratul Uqood - bhi kehte

Nur_R_HI: fitrat ka khamosh ishara - ek baccha hojae to, usi ghar me raho. ghar banaye rakho

Nazimah24_SP: ~*~*~ Now Juzz 6 ~ Surah Al Maaidah ~ Aayah 1 Onwards ~*~*~

Nur_R_HI: SUARH AL- MAAIDAH

Nur_R_HI: سُوۡرَةُ المَائدة

Nur_R_HI: suratul Uqood - bhi kehte

Nur_R_HI: 1- Momin ki zindgi pabandi ki hoti

Nur_R_HI: 2- Haram maheeno ko halal na karlo

Nur_R_HI: Ehram me shikar na karo

Nur_R_HI: 2 - وَتَعَاوَنُواْ عَلَى ٱلۡبِرِّ وَٱلتَّقۡوَىٰ‌ۖ وَلَا تَعَاوَنُواْ عَلَى ٱلۡإِثۡمِ وَٱلۡعُدۡوَٲنِ‌ۚ HIGHLIGHT

Nur_R_HI: Neki ke kamon me madad karo

Nur_R_HI: gunahon aur zyadti pe koi tawun nahi

Nur_R_HI: 3- Murdaar ki list

Nur_R_HI: 3 - HIGHLIGHT حُرِّمَتۡ عَلَيۡكُمُ ٱلۡمَيۡتَةُ وَٱلدَّمُ وَلَحۡمُ ٱلۡخِنزِيرِ وَمَآ أُهِلَّ لِغَيۡرِ ٱللَّهِ بِهِۦ وَٱلۡمُنۡخَنِقَةُ وَٱلۡمَوۡقُوذَةُ وَٱلۡمُتَرَدِّيَةُ وَٱلنَّطِيحَةُ وَمَآ أَكَلَ ٱلسَّبُعُ إِلَّا مَا ذَكَّيۡتُمۡ وَمَا ذُبِحَ عَلَى ٱلنُّصُبِ وَأَن تَسۡتَقۡسِمُواْ بِٱلۡأَزۡلَـٰمِ‌ۚ ذَٲلِكُمۡ فِسۡقٌ‌ۗ ٱلۡيَوۡمَ يَٮِٕسَ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ مِن دِينِكُمۡ فَلَا تَخۡشَوۡهُمۡ وَٱخۡشَوۡنِ‌ۚ ٱلۡيَوۡمَ أَكۡمَلۡتُ لَكُمۡ دِينَكُمۡ وَأَتۡمَمۡتُ عَلَيۡكُمۡ نِعۡمَتِى وَرَضِيتُ لَكُمُ ٱلۡإِسۡلَـٰمَ دِينً۬ا‌ۚ فَمَنِ ٱضۡطُرَّ فِى مَخۡمَصَةٍ غَيۡرَ مُتَجَانِفٍ۬ لِّإِثۡمٍ۬‌ۙ فَإِنَّ ٱللَّهَ غَفُورٌ۬ رَّحِيمٌ۬

Nur_R_HI: suwar me physical gandagi bhi aur ikhlaqi gandagi bhi.

Nur_R_HI: homosexuality karwata

Nur_R_HI: HARAAM - 1. Murdar 2. Khoon 3. Suwar 4. Jispar pukara gaya Ghair Allah ka naam

Nur_R_HI: Zibaah karne ki sharayet - 1.Allah ka naam lena 2. Gardan kaat ke chod de

Nur_R_HI: phir jism thanda hone k baad sirf saaf khoon rehjata phir gardan kaartde poori

Nur_R_HI: Ye zibah karne ka fel muslim bhi karsakta, ehle kitab bhi karsakte

Nur_R_HI: 3- ٱلۡيَوۡمَ أَكۡمَلۡتُ لَكُمۡ دِينَكُمۡ وَأَتۡمَمۡتُ عَلَيۡكُمۡ نِعۡمَتِى وَرَضِيتُ لَكُمُ ٱلۡإِسۡلَـٰمَ دِينً۬ا‌ۚ

Nur_R_HI: Ye hai wo ayah jisne hume ummate wast banai

Nur_R_HI: hajjate Wida k mauqe pe nazil hui ye ayah

Nur_R_HI: Is ayah pe amal karte hue deen me izafon se bachna

Nur_R_HI: jo Allah k Nabi saws aur sahaba ne nai kiye, wo karenge to ye ayah k khilaf hoga

Nur_R_HI: 4- Cheezein apni asal se halal hai. jiske upar haram ki baat aai, uske alwa doosre cheezein halal

Nur_R_HI: 4- وَٱتَّقُواْ ٱللَّهَ‌ۚ HIGHLIGHT

Nur_R_HI: 5- Ehle kitab ka wo khana halal hai jo halal hai. muslim k tareeqe se zibah kare to halal

Nur_R_HI: mushrika se nikah haram hai

Nur_R_HI: na mard ka aurat se aur na vice versa

Nur_R_HI: Ehle Kitab ki aurat se muslimmard ki shadi k sharayet - 1. paak aurat [corrupt na ho 2. mehr muqarrar 3. shadi ka maqsad sirf sexually entertain karna na ho

Nazimah24_SP: chupi dostiya naa ho

Nur_R_HI: Wo aurat ehle kitab ki asal aqaed pe qayam ho. ye na ho k wo Allah ko na maane, ya wo aise na kahe ke jesus khuda hai

Nur_R_HI: Ehle Kitab ki aurat se muslimmard ki shadi k sharayet - 1. paak aurat [corrupt na ho 2. mehr muqarrar 3. shadi ka maqsad sirf sexually entertain karna na ho 4.chupi dostiya naa ho

Nur_R_HI: 6- WUDU KI AYAH

Nur_R_HI: يَـٰٓأَيُّہَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوٓاْ إِذَا قُمۡتُمۡ إِلَى ٱلصَّلَوٰةِ فَٱغۡسِلُواْ وُجُوهَكُمۡ وَأَيۡدِيَكُمۡ إِلَى ٱلۡمَرَافِقِ وَٱمۡسَحُواْ بِرُءُوسِكُمۡ وَأَرۡجُلَڪُمۡ إِلَى ٱلۡكَعۡبَيۡنِ‌ۚ وَإِن كُنتُمۡ جُنُبً۬ا فَٱطَّهَّرُواْ‌ۚ وَإِن كُنتُم مَّرۡضَىٰٓ أَوۡ عَلَىٰ سَفَرٍ أَوۡ جَآءَ أَحَدٌ۬ مِّنكُم مِّنَ ٱلۡغَآٮِٕطِ أَوۡ لَـٰمَسۡتُمُ ٱلنِّسَآءَ فَلَمۡ تَجِدُواْ مَآءً۬ فَتَيَمَّمُواْ صَعِيدً۬ا طَيِّبً۬ا فَٱمۡسَحُواْ بِوُجُوهِڪُمۡ وَأَيۡدِيكُم مِّنۡهُ‌ۚ مَا يُرِيدُ ٱللَّهُ لِيَجۡعَلَ عَلَيۡڪُم مِّنۡ حَرَجٍ۬ وَلَـٰكِن يُرِيدُ لِيُطَهِّرَكُمۡ وَلِيُتِمَّ نِعۡمَتَهُ ۥ عَلَيۡكُمۡ لَعَلَّڪُمۡ تَشۡكُرُونَ (٦)

Nur_R_HI: Highlight

Nur_R_HI: Islam taharat sikhata

Nur_R_HI: 7- سَمِعۡنَا وَأَطَعۡنَا‌ۖ Highlight

Nur_R_HI: Allah se dar jao

Nur_R_HI: ye kaho k humne suna aur maana

Nur_R_HI: Ummate muslima ka honor hai ye ke wo sunke maanne ki baat kehti

Nur_R_HI: 8- Kisi se chid me aake insaf na chodo

Nur_R_HI: 9- Eemaan + Amal Salih = Inke liye maghfirat+ Ajre Azeem

Nur_R_HI: 12- Allah ki madad aane ki shartein 1. Namaz qayam 2. Zakat 3. RAsoolon ko maana aur unki madad ki - unke mission ko aage chalake 4. Allah ko qarze hasn de

Nur_R_HI: Toh kya milega? Allah humse buraiyan door krdega + Jannat me dakhil karega

Nur_R_HI: 12- سَوَآءَ ٱلسَّبِيلِ = Sirat AL-MUSTAQEEM

Nur_R_HI: 13- Dil sakht hota ehed todne pe

Nazimah16_HT: Allah ke sath kiye howe ehad

Nur_R_HI: PLS PASTE I LOST

Nazimah16_HT: يَهْدِى بِهِ ٱللَّهُ مَنِ ٱتَّبَعَ رِ‌ضْوَ‌ٰنَهُۥ سُبُلَ ٱلسَّلَـٰمِ وَيُخْرِ‌جُهُم مِّنَ ٱلظُّلُمَـٰتِ إِلَى ٱلنُّورِ‌ بِإِذْنِهِۦ وَيَهْدِيهِمْ إِلَىٰ صِرَ‌ٰ‌طٍ مُّسْتَقِيمٍ ﴿١٦﴾

Nur_R_HI: ayah pls

Nazimah16_HT: 17

Nazimah20_MU: Ayah 18

Nazimah16_HT: qoamein khush fahmi ka shikar hoti hain tab hi Allah ke ehad thodti hain

Nazimah20_MU: jee

Nazimah20_MU: khud ko chosen samajh lein lekin kaam na karein tu anjaam bura

Nazimah20_MU: Jab Allah hum se pyar karein tu logoan ke diloan mei bhi pyaar daal dete hian

Nazimah20_MU: Ayah 19

Nazimah20_MU: Nabi saw se bohat arsa pehle tak koi Nbai nahi aaye the aik lamba arse tak

Nazimah20_MU: Nabi s.a.w*

Nazimah20_MU: Ayah 20 onwards - khoobsurat message

Nazimah20_MU: sochein; hame kiya naimat dii gayii? Islam!

Nur_R_HI: Nemat -E-E iSLAM

Nur_R_HI: Nemat E Islam

Nazimah20_MU: 21 - Firoan ke doobne ke baad jo waqiya Bnai Israeil ke saath pesh aaya, ussi ka tazkara

Nazimah20_MU: 22 - Gulaami mei qomoan ka zameer murda ho jaata hai - Jihad ka inkar kiya aur 40 saal waadi-e tee'h mei bhatke

Nazimah20_MU: 23 - Highlight; قَالَ رَجُلَانِ مِنَ ٱلَّذِينَ يَخَافُونَ أَنۡعَمَ ٱللَّهُ عَلَيۡہِمَا

Nazimah20_MU: Naimat = Allah SWT ka khof

Nazimah20_MU: Yusha bin Noon, Qaalib bin Yuhanna

Nazimah20_MU: Saari qom ne jihaad ka inkar kiya sawaye inn dono ke - youth!

Nazimah20_MU: Allah ka khof aik in'aam hai jis ke liye dua karni chahiye

Nazimah20_MU: 24 - Highlight; فَٱذۡهَبۡ أَنتَ وَرَبُّكَ فَقَـٰتِلَآ

Nazimah20_MU: Aaj musalmanoan ka bhi zubaan-e amal se yehi haal hai!

Nazimah20_MU: 25 - Moosa a.s ki be-basi

Nazimah20_MU: 26 -

Nazimah20_MU: Jaha Bnai Israeiliyoan ka kuch parhein, apna haal bahasiyat-e musalman check karein!!!

Dostları ilə paylaş:

Verilənlər bazası müəlliflik hüququ ilə müdafiə olunur ©www.genderi.org 2024
rəhbərliyinə müraciət

    Ana səhifə